
Below is the lyrics of the song Tu Jaane Na , artist - Atif Aslam with translation
Original text with translation
Atif Aslam
Kaise Bataaye Kyun Tujhko Chaahe
Yaara Bata Na Paaye
Baatein Dilon Ki Dekho Jo Baaki
Aankhein Tujhe Samjhaaye
Tu Jaane Na Aaa
Tu Jaane Na
Tu Jaane Na Aaa
Tu Jaane Na
Milake Bhi Hum Na Mile
Tumse Na Jaane Kyun
Milon Ke Hai Faasle
Tumse Na Jaane Kyun
Anjaane Hai Silsile
Tumse Na Jaane Kyun
Sapne Hai Palakon Tale
Tumse Na Jaane Kyun
Kaise Bataaye Kyun Tujhko Chaahe
Yaara Bata Na Paaye
Baatein Dilon Ki Dekho Jo Baaki
Aankhein Tujhe Samjhaaye
Tu Jaane Na Aaa
Tu Jaane Na
Tu Jaane Na Aaa
Tu Jaane Na
Nigaahon Mein Dekho Meri
Jo Hai Bas Gaya
Woh Hai Milata Tumse Hubahu
O O O Jaane Teri Aankhein Thi Ya
Baatein Thi Wajah
Huye Tum Jo Dil Ki Aarzoo
Tum Paas Hoke Bhi
Tum Aas Hoke Bhi
Ehsaas Hoke Bhi
Apne Nahi Aise Hai
Humko Gile Tumse Na Jaane Kyun
Milon Ke Hai Faasle
Tumse Na Jaane Kyun
Tu Jaane Na Aaa
Tu Jaane Na
Tu Jaane Na Aaa
Tu Jaane Na
Ooo Jaane Na Jaane Na Jaane Na… aaaaaaaaa aaa
Tu Jaane Na
Khayalon Mein Lakhon Baatein Yun Toh Keh Gayaaaa
Bola Kuch Na Tere Samne
Oooo Hue Na Begaane Bhi Tum Hoke Aur Ke
Dekho Tum Na Mere Hi Bane
Afsos Hota Hai Dil Bhi Yeh Rota Hai
Sapne Sanjota Hai Pagla Hua Soche Yeh
Hum The Mile Tumse Na Jaane Kyun
Meelon Ke Hai Faasle Tumse Na Jaane Kyun
Anjaane Hai Silsale Tumse Na Jaane Kyun
Sapne Hai Palko Tale Tumse Na Jaane Kyun
Hooooooohh
Kaise Bataaye Kyun Tujhko Chaahe
Yaara Bata Na Paaye
Baatein Dilon Ki Dekho Jo Baaki
Aankhein Tujhe Samjhaaye
Tu Jaane Na, Tu Jaane Na
Tu Jaane Na, Tu Jaane Na
Maher Zain, Atif Aslam • 2016
Atif Aslam • 2006
Peter Gabriel, Atif Aslam • 2019
Atif Aslam, Leo Twins • 2023
Atif Aslam • 2021
Atif Aslam • 2020
Atif Aslam • 2016
Pritam, Atif Aslam • 2021
Atif Aslam • 2005
Atif Aslam • 2007
Atif Aslam • 2022
Atif Aslam • 2021
Atif Aslam • 2018
Angela Maria • 1956
Ece Seçkin • 2024
Eloy • 1992
Jam in the Van, Trash Panda • 2023
Reinaldo • 2002
Çeşitli Sanatçılar, Alp Arslan, Faruk Salgar • 2012
I$$A • 2020
Songs in different languages
High-quality translations into all languages
Find the texts you need in seconds