
Below is the lyrics of the song Anjaana , artist - Atif Aslam with translation
Original text with translation
Atif Aslam
Kya yeh ho gaya mujhe
Pata nahin yeh kya huaa
Kyun lage sabhi naya naya
Dekh kar tujhe meri
Nigaah ka na jee bhara
Jaane kaise kya badal gaya
Khwaab khwaab saa lage
Soch ka yeh silsila
Khwaahishon ko raasta mila
Kyun teri taraf ko main
Khincha khincha chala gaya
Doosron se tu lage judaa
Chhupi chhupi dabi dabi baatein
Jo na kabhi kahi wahi baatein
Yeh pal yahin rooka rahein jaaye naa
Anjaana anjaana mann yeh hai mera
Anjaana mann yeh hai mera
Anjaana anjaana mann yeh hai mera
Anjaana mann yeh hai mera
Idhar udhar dhoondhein nazar tujh ko
Le ke chali koi lehar mujhko
Meri rahe tujhe khabar, bhool na
Lagiyaan ne lag jaana
Ghadeyan ne tar jaana
Mann kamla ho ke turr jaana
Ishqe vich reh jaana
Maahi nu keh jaana
Yaari na hun tod nibhana
Kaleya na kar jaave
Akhiyan na bhar jaave
Jaan kaddh ke hun le na jaave
Dil aave aaja ve par jogi kar jaave
Aankh meeche kyun nasda jaave, hey…
Anjaana anjaana mann yeh hai mera
Anjaana anjaana anjaana
Anjaana mann mera, mann mera, mann mera
Anjaana anjaana mann mera
Anjaana anjaana mann yeh hai mera
Anjaana mann yeh hai mera
Anjaana anjaana mann yeh hai mera
Anjaana mann yeh hai mera
Khwaab khwaab saa lage
Soch ka yeh silsila
Khwaahishon ko raasta mila
Kyun teri taraf ko main
Khincha khincha chala gaya
Doosron se tu lage judaa…
Maher Zain, Atif Aslam • 2016
Atif Aslam • 2006
Peter Gabriel, Atif Aslam • 2019
Atif Aslam, Leo Twins • 2023
Atif Aslam • 2021
Atif Aslam • 2020
Atif Aslam • 2016
Pritam, Atif Aslam • 2021
Atif Aslam • 2005
Atif Aslam • 2007
Atif Aslam • 2022
Atif Aslam • 2021
Atif Aslam • 2018
Angela Maria • 1956
Ece Seçkin • 2024
Eloy • 1992
Jam in the Van, Trash Panda • 2023
Reinaldo • 2002
Çeşitli Sanatçılar, Alp Arslan, Faruk Salgar • 2012
I$$A • 2020
Songs in different languages
High-quality translations into all languages
Find the texts you need in seconds