
Below is the lyrics of the song Sanwar De , artist - Sajjad Ali with translation
Original text with translation
Sajjad Ali
Soy jo akaila, jannaton main khela;\nAisay hi kisi ka waasta,\nPaida ho gawahi, tere ghar say aai;\nAaisay hi kisi ka waasta.\nMeri zindagi mera pyaar tu,\nMeri aashiqui ka hisaar tu\nMain ne jo kiya usse bhool ja\nMain ne jo kaha usse maaf kar\nTeri rahmaton ka sawal hai\nTeri aashiqui ka khayal hai\nTu rahim hay tu karim hai.\nMeri zindaagi ko sanwaar de\nSanwaar de sanwaar de\nSanwaar de sanwaar de\nSanwaar de sanwaar de\nSanwaar de sanwaar de\nMujhay khwaishon nay nigah di,\nMujhay dar badar nay panah di,\nMujhay sochhnay bhi nahin diya,\nMaine kya kiya, maine kiya kiya,\nMujhe roshni ka yaqeen day,\nMere raaston ko zameen day,\nTu raheem hai tu kareem hai\nMeri zindigi ko sanwaar de.\nSanwaar de sanwaar de\nSanwaar de sanwaar de\nSanwaar de sanwaar de\nSanwaar de sanwaar de\nSoy jo akaila, jannaton main khela;\nAisay hi kisi ka waasta,\nPaida ho gawahi, tere ghar say aai;\nAaisay hi kisi ka waasta.\nTeri jo razaain hain,\nHaan meri duain hain… haan. haan…haan\nSanwaar de sanwaar de\nSanwaar de sanwaar de\nSanwaar de sanwaar de\nSanwaar de sanwaar de
Sajjad Ali • 1996
Angela Maria • 1956
Ece Seçkin • 2024
Eloy • 1992
Jam in the Van, Trash Panda • 2023
Reinaldo • 2002
Çeşitli Sanatçılar, Alp Arslan, Faruk Salgar • 2012
I$$A • 2020
Songs in different languages
High-quality translations into all languages
Find the texts you need in seconds